Nahi Nigah mein Manzil to Justujo hee sahi-Abida Sings Faiz
Rate:

20 ratings
Views:
3,908
From : tauseefqau
Added: Oct 1, 2008
Poet: Faiz Ahmad FaiZ Singer: Abida Parveen NAHIN NIGAAH MEIN MANZIL -------------------------- nahi nigaah mein manzil to justujuu hii sahii nahi visaal mayassar to aarazuu hii sahii na tan mein Khuun faraaham na ashk aankhon mein namaaz-e-shauq to vaajib hai be-vazuu hii sahii kisii tarah to jame bazm maikade vaalo nahin jo baadaa-o-saaGar to haa-o-huu hii sahii gar intazaar kaThin hai to jab talak ai dil kisii ke vaada-e-fardaa kii guftaguu hii sahii dayaar-e-Gair mein maharam agar nahin koi to 'Faiz' zikr-e-vatan apane ruu-ba-ruu hi sahi
Category : Music

Related Videos

Also Try: