Aaj Purani Rahoon se- MOHD RAFI
Rate:

30 ratings
Views:
21,457
From : asim306
Added: Jan 20, 2008
Film Name: Aadmi (1968) Year: 1968 Singer(s) Mohd Rafi Lyricist: Shakeel Badayuni Musician(s): Naushad ----------Lyrics---------- Aaj Puraani Raahon se Koyi mujhe awaaz na De Dard mein doobe geet na de gham ka sisakta saaz na de ho ho ho, ho ho ho.... Beete dino ki yaad thi jin mein main woh taraane bhool chuka aaj nayi manzil hai meri kal ke thikaane bhool chuka na woh dil na sanam na woh deen dharam ab door hoon saare gunaahon se Aaj puraani raahon se koyi mujhe awaaz na de... Toot chuke sab pyar ke bandhan aaj koyi zanjeer nahi sheesha-e-dil mein armaano ki aaj koyi tasveer nahi ab shaad hoon main azaad hoon main kuch kaam nahi hai aanhon se Aaj puraani raahon se.... Jeevan badla, duniya badli mann ko anokha gyaan mila aaj mujhe apne hi dil mein ek naya insaan mila pahuncha hoon wahan nahi door jahan bhagwaan bhi meri nigaahon se Aaj puraani rahon se Koyi mujhe awaaz na de.
Category : Music

Related Videos

Also Try: