Jab Dil Churaye - Gunaah
Rate:
5.0
13 ratings
Views:
6,082
From : DeSirEsBurNinGs
Added: Sep 8, 2008
Jab Dil Churaye - Gunaah Hindi Movie Song Wid Lyrics, Full Video Hindi Lyrics: Jab Dil Churaaye Koi, Apna Banaaye Koi Sapne Dikhaaye Aur Ho Jaaye Phir Judaa Chaahat Ke Sab Afsaane, Dil Jinko Sach Hi Maane Banke Voh Reh Jaate Hai Ek Ansuni Sada Ho, Kyoon Dekhe Humne Chaahat Ke Sapne Dil Sochta Hai Aur Rota Hai Zaar Zaar Jab Dil Churaaye Koi, Apna Banaaye Koi Sapne Dikhaaye Aur Ho Jaaye Phir Judaa Yeh Dooriyaan Dil Ki, Majbooriyaan Dil Ki Sach Hai Magar Phir Bhi Maane Na Dil Mera Bheegi Si Aankhon Mein, Sooni Si Raahon Mein Hum Le Chale Hain Kitni Yaadon Ka Caaravaan Ho, Ab Mann Hi Mann Mein, Deewaanepan Mein Dil Sochta Hai Aur Rota Hai Zaar Zaar Jab Dil Churaaye Koi, Apna Banaaye Koi Sapne Dikhaaye Aur Ho Jaaye Phir Judaa Jab Dil Churaaye Koi Hey, Haan Haan Haan Haan Aah, aah, aah Dil Mein Tamanna Hai, Dil Mein Iraade Hain Khwaabon Ke Mele Lekar Jaaye Bhi To Kahan Kuch Tum Na Keh Sake, Kuch Hum Na Keh Sake Jaane Kyoon Ho Jaati Hai Khaamosh Yeh Zubaan Ho, Kya Dil Ko Ho Gaya, Kya Dil Ka Kho Gaya Dil Sochta Hai Aur Rota Hai Zaar Zaar Jab Dil Churaaye Koi, Apna Banaaye Koi Sapne Dikhaaye Aur Ho Jaaye Phir Judaa Chaahat Ke Sab Afsaane, Dil Jinko Sach Hi Maane (Mm hm, aa ha) Banke Yoh Reh Jaate Hai Ek Ansuni Sada ........................................ http://www.opendiarybd.com http://BurNinGsDeSirEs.hi5.com
Category : Music
Related Videos
http://dinomoreaonline.com http://bipashabasuonline.com
Added: 1 year ago
Views: 49078
no rating
05:09
MOVIE:GUNNAH' SONG:JAB DIL CHURAYE KOI APNA BANAYE KOI SINGER:ALKA YAGNIK,BABUL SUPRIYO, CAST:BIPASHA BASU DINO MOREA,
Added: 1 week ago
Views: 59
no rating
05:00