Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaayen Sunlo Kya Gaayen - Welcome To Sajjanpur - Shreyas Talpade - Amrita Arora | Lyrics Included
Rate:
4.9
7 ratings
Views:
1,684
From : MrKaushikBiswas
Added: Sep 27, 2008
A very romantic song:- Bhini Bhini Mehki Mehki Hawaayen Sunlo Kya Gaayen - Welcome To Sajjanpur - Shreyas Talpade, Amrita Arora LYRICS:- Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye Dheeme Dheeme Haule Haule Chalo Khaabon Ki Yeh Raahein Sang Pihaare Chalate Jaaye, Manjil Aaye Ya Na Aaye - (2) Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye Sarsaraaye Chhu Ke Jaaye, Behati Hawa Ko Koyi Thaam Na Paaye Iss Safar Mein Dukh Sukh Saare, Jindegi Ke Gathari Mein Baandhake Laaye Hmmm Khushiya Aansu Sapne, Khoye Bichhade Apane Humko Yaad Aaye Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye Dheeme Dheeme Haule Haule Chalo Khaabon Ki Yeh Raahein Mann Ki Gali Mein Chor Chhupa Hai, Nisdin Chaahe Hai Kya Kaise Bataaye Hichkichaaye, Tadpa Jaaye, Dil Ki Baaton Ko Honto Pe Na Laaye Dil Ki Baatein Jitani Mauke Kehati Apani Tu Ban Na Paaye Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye Dheeme Dheeme Haule Haule Chalo Khaabon Ki Yeh Raahein Sang Pihaare Chalate Jaaye, Manjil Aaye Ya Na Aaye - (2) La La La La La La La La....... Bheeni Bheeni Mehki Mehki Hawaaye Sun Lo Kya Gaaye
Category : Music
Related Videos
This song wasnt available on youtube or n google video so enjoy.......... [in lamhoo ki har daali par khil gaye phool kayi, jab dil se dil mil gaye aankhein aankhon se kehne ...
Added: 8 months ago
Views: 11597
5.0
03:37