Mujhko Awaz Dena Nahin
Rate:

1 ratings
Views:
195
From : NoorLove143
Added: Nov 1, 2009
jaa rahe ho agar door mujhse sanam phir mere paas aana nahi yeh bhi mumkin nahi main palat na sakon isliye itna wada karo... mujhko aawaz dena nahi jaa rahe ho agar door muhjse sanam phir mere paas aana nahi yeh bhi mumkin nahi main palat na sakon isliye itna wada karo... mujhko aawaz dena nahi mil bhi jaayen agar ham tumhen raah mein pher lena nazar par milana nahi dekh lo bhi agar tum hamein bhool se apni aankhon mein tum ashk lana nahi dil se humko to tum kar chuke ho juda aankh se bhi girana nahi tumne maangi dua humko miley har khushi tum hi meri khushi phir kyun miley na hamein tumne li hai kasam gam na karna kabhi tum sikhado zara muskurana hamein tumne keh toh diya yaad karna nahi khwaab mein tum bhi aana nahi
Category : Music

Tags :
Related Videos

Also Try: