Sadaka utaariye ke laage na kahin nazar
Rate:

2 ratings
Views:
537
From : drkchaudhry
Added: May 18, 2008
Hindi Movie : Paalki Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Sadaka utaariye ke laage na kahin nazar Sehre mein aaj phool sa mukhda hai jalwaagar Chehre se apne aaj to parda uthhaaiye-2 Lillaah mujhko chaand si surat dikhaaiye Aanchal mein munh chhupaake na sharmaaiye huzoor Kuchh dil ki baat kijiye kuchh muskuraaiye Chehre se apne aaj to parda uthhaaiye Itne kareeb aake bhi dil ko sukoon nahin Ji chaahta hai aur bhi nazdeek aaiye Chehre se apne aaj to parda uthhaaiye Aayi hai zindagi mein ye hi bekhudi ki raat-2 Sab kuchh mohabbaton ke siwa bhool jaaiye Chehre se apne aaj to parda uthhaaiye Lillaah mujhko chaand si surat dikhaaiye
Category : Music

Also Try: