Yaadein: Yaadein Yaad Aati Hai with Eng. Subs Great Quality
Rate:
4.8
14 ratings
Views:
4,968
From : xsailorfruitskhan
Added: Aug 2, 2008
Yaadein: Yaadein Yaad Aati Hai with Eng. Subs Great Quality featuring Kareena Kapoor and Hrithik Roshan - lyrics Lyrics: --MALE-- (Nagme hain, shikwe hain Kisse hain, baatein hain) - 2 (Baatein bhool jaati hain Yaadein yaad aati hain) - 2 Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke Chal jaane ke baad aati hain Yaadein, yaadein, yaadein --CHORUS-- Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2 Sa pa ma pa ma pa ga ma ga Sa pa ma pa ma pa ga ma ma pa Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2 --MALE-- Yeh jeevan dil jaani, dariya ka hai paani Paani to beh jaaye, baaqi kya reh jaaye Yaadein, yaadein, yaadein Nagme hain, shikwe hain Kisse hain, baatein hain Baatein bhool jaati hain Yaadein yaad aati hain Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke Chal jaane ke baad aati hain Yaadein, yaadein, yaadein --FEMALE-- Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah - 2 --MALE-- Duniya mein yun aana, duniya se yun jaana Aao to le aana, jaao to de jaana Yaadein, yaadein, yaadein Baatein bhool jaati hain Yaadein yaad aati hain Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke Chal jaane ke baad aati hain Yaadein, yaadein, yaadein --FEMALE-- Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah - 2
Category : Entertainment
Related Videos
Yaadein: Kuch Saal Pehle With Eng Subs Great Quality- Lyric starring Katreena Kapoor, Hrithik Roshan, and Jakie Shroff Lyrics: --CHORUS-- Waaye waahe, zum zum zum, waaye ...
Added: 3 months ago
Views: 3969
5.0
06:25