Sona Sona Roop Hai, Humko Guroor Hai, Lut Jaoge Tum Hai Raba
Rate:
4.7
7 ratings
Views:
8,336
From : linkadnan
Added: May 24, 2008
Song = Sona Sona Roop Hai, Humko Guroor Hai, Lut Jaaoge Tum Haai Rabba Movie = Bollywood Hollywood ( Indian Movie ) Lyrics = --FEMALE-- Ishq jiska naseeb hota hai, rab usi ke kareeb hota hai Ajnabi se mil gayi ankhiyaan, dil ka rishta ajeeb hota hai Sona sona roop hai, humko guroor hai Lut jaaoge tum haai rabba Kudi main haseen hoon, thodi namkeen hoon Mar jaaoge tum haai rabba Aag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegi Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2 --MALE-- Sona sona roop hai, uspe guroor hai Lut gaye hum to haai rabba Kudi yeh haseen hai, badi namkeen hai Mar gaye hum to haai rabba Ankhiyon se waarkar seene vich paarkar dil tadpaati hai Nazaakat aati hai, kamar balkhaati hai - 2 Bholi bhaali, yeh nashe di hai pyaali Ghaayal kar gayi, ho labon ki laali --FEMALE-- Pyaari pyaari, main hoon ek chingaari Chhuo na na, ho main hoon kunwaari --MALE-- Bane meri gharwaali, yeh laal paraande waali Gore gaal gulaabi, har ada hai matwaali --FEMALE-- Sona sona roop hai, humko guroor hai Lut jaaoge tum haai rabba Kudi main haseen hoon, thodi namkeen hoon Mar jaaoge tum haai rabba Aag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegi Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2 --MALE-- Arre re teri yeh umar hai naadaani Ishq lada le, haan o deewaani --FEMALE-- Oye hoye hoye hoye, tere jaise kayi dekhe hai deewaane Kar le chaahe, ho laakh bahaane --MALE-- Arre bane raat ki rani, aa kar de shaam suhaani Ishq mein jal jaane de, yeh fala hai toofaani --FEMALE-- Sona sona roop hai, humko guroor hai Lut jaaoge tum haai rabba Kudi main haseen hoon, thodi namkeen hoon Mar jaaoge tum haai rabba Aag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegi Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2 --MALE-- Hoye, sona sona roop hai, uspe guroor hai Lut gaye hum to haai rabba Kudi yeh haseen hai, badi namkeen hai Mar gaye hum to haai rabba Ankhiyon se waarkar seene vich paarkar dil tadpaati hai Nazaakat aati hai, kamar balkhaati hai - 2 --FEMALE-- Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2 --MALE-- (Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2)
Category : Entertainment
Related Videos
From movie "Bollywood Hollywood" by Deepa Mehta Starring Lisa Ray
Added: 1 year ago
From: shrodi
Views: 53423
4.9
03:55
its so kwl
Added: 1 year ago
Views: 5425
5.0
01:27
Added: 1 month ago
Views: 5181
3.8
07:27
Kehangatan Malam Irama Bollywood Sona-Sona Roop Hai Exclusive video @ http://www.selebriti.tv
Added: 1 month ago
Views: 1241
no rating
06:30
Shakalaka Boom Boom - Medley (issi ummid pe ji rahe hain tumse milane ki hasarat reh na jaaye, reh na jaaye) - 2 issi ummid pe ji rahe hain - 2 (tumse milane ki hasarat ...
Added: 6 months ago
Views: 6032
5.0
08:25
SONA SONA ROOP HAI
Added: 4 months ago
Views: 399
5.0
03:56
tera sona sona roop
Added: 9 months ago
From: djjutt
Views: 1075
5.0
01:28
Awesome pre-climax song from "Joshila", with Hema Malini leading the way. Sung by Asha Bhosle and chorus. Music by the late, great R.D. Burman.
Added: 1 year ago
From: symaster
Views: 11768
4.6
05:11
Sona Sona Roop, Bhedi, Sharara
Added: 9 months ago
Views: 348
no rating
05:43