Panchhi ka par katar ke kehte hain udake dikhaao
Rate:

2 ratings
Views:
2,365
From : drkchaudhry
Added: Apr 23, 2008
Hindi movie : Anaarhi Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Panchhi ka par katar ke kehte hain udake dikhaao Zubaan katake duniya wale kehte hain tum gaao Rona chaahe ro na paye dil kitna majboor hai - 2 Kise pata hai kaun bataaye rab ko kya manjoor hai Rona chahe ro na paye dil kitna majboor hai Kise pata hai kaun bataaye rab ko kya manjoor hai Rona chaahe ro na paye Leke aanchal ke tale mujhako waradan diya Maine to seekha wahi maa ne jo gyan diya Dard jo de kisiko main wo insan nahin Khaamiya mujhame bhi hai par main beiman nahin Maine sabko apana mana Mera ye kasur hai - 2 Rona chaahe ro na paye dil kitna majboor hai Kise pata hai kaun bataaye rab ko kya manjoor hai Rona chaahe ro na paye Bhola tha nadaan bhi tha kuch bhi na jaan saka Dhaga rasamon ka kya hai main na pehchaan saka Maine aparadh kiya mujhako inkaar nahin Bhool anjane huyee main gunhegaar nahin Ab ye jake maine jana Hota kya sindoor hai - 2 Rona chaahe ro na paye dil kitna majboor hai Kise pata hai kaun bataaye rab ko kya manzoor hai Rona chaahe ro na paye
Category : Music

Related Videos

Also Try: