Yeh Haseen - Hassan
Rate:

10 ratings
Views:
810
From : 0RomanticPerson0
Added: Jun 5, 2009
Hindi Song Title : Ye haseen vaadiyaan Film name : ROJA Singer(s): S.P.BALASUBRAMANIAM & CHORUS Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna In bahaaron mein dil ki kali khil gayi Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi Tere honthon pe hain husn ki bijliyaan Tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan Tere baalon ki khushboo se mehke chaman Sangmarmar ke jaisa ye tera badan Meri jaanejaan ye hai teri chaandni Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna Ye bandhan hai pyaar ka dekho toote na sajni Ye janmon ka saath hai dekho chhoote na sajna Tere aanchal ki chhaaon ke tale meri manzil mujhe mil gayi Teri palkhon ki chaaon ke tale mohaabat mujhe mil gayi Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna In bahaaron mein dil ki kali khil gayi Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna Jee karta hai saajna dil mein tumko bitha loon Aa masti ki raat mein apna tumko bana loon Uthne lage hain toofan kya meer seene mein ay sanam Tumhein chaahoonga dilon jaan se meri jaanejaan teri kasam Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna In bahaaron mein dil ki kali khil gayi Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi Meri jaanejaan ye hai teri chaandni Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan Aa gaye hum kahan ay mere saajna ...
Category : Music

Related Videos

Also Try: