Naina Bolen Naina Dil Ki Yeh Baaten with Lyrics - Asha Bhosle
Rate:
5.0
26 ratings
Views:
366
From : Pashon8man
Added: Feb 26, 2009
Naina Bolen Naina Dil Ki Yeh Baaten Singer: Asha Bhosle Film: Aur Ek Prem Kahani AaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaAaaaaaaaaaaaaa... NainaN bolen nainaN Dil ki yeh baaten dheeme se Mann behka, tann mehka Yun chhoo ke pavann bataa Sajan koi hai naN? NainaN bolen nainaN Dil ki yeh baaten dheeme se RaatoN ko ab to mujhe neend na aaye PalkoN se ab to mere koi khwab churaaye Be wajah mann ko aaye qaraar Bin mausam mein gaooN Malhaar JhoomooN, naachooN Khud se poochhooN Hua yeh kaya KahaN gaya hai chainaN? NainaN bolen nainaN Dil ki yeh baaten dheeme se RasmeN roothiN kahin Kyoon itraae Bhanwra to pal mein kahin aur urr jaaye Mujh ko to hai khud pe pura yaqeeN Sach honge sapne saare yaheeN Bindiya Kanngna Payal Kajal Sola singhaar Yeh aaj kiya hai? Hai naN? NainaN bolen nainaN Dil ki yeh baaten dheeme se NainaN bolen nainaN Dil ki yeh baaten dheeme se Mann behka, tann mehka Yun chhoo ke pavann bataa Sajan koi hai naN? Bolen nainaN Dil ki yeh baaten dheeme se
Category : Music