Nostalgia - Ek Chidiya, Anek Chidiya - Sudhindra Rao
Rate:

1 ratings
Views:
404
From : umennet
Added: Sep 15, 2009
hind desh... mmm huhu... hum sabhee.... ek hain... tara ra ra raaa bhashaa anek hain mmmm mmmm bhasha anek hain.... mmmm mmmmm yeh anek kya hain didi ? anek yani bahut saare.... bahut saare, kya bahut saare? acha, batatee hoon... suraj ek... chanda ek..... taare anek.... taroN ko anek bhi kehte hain ????? nahi nahi !! dekho phir se suraj ek, chanda ek, ek ek ek karke taare bane anek.... theek se samjhao naa didi dekho dekho ek gilahari peeche peeche anek gilahariyan ek thithli, ..... ek aur thithali...... ek ek ek karke ho gayee ab, anek thithliyaaN... samajhgaya didi ek ungli, anek ungliyaan haaan, didi didi woh dekho anek chidiyan... anek chidiyoN ki kahani sunoge .... haan haan aa aa aaa, ek chidiya, ek ek karke anek chidiya.... dana chugne aayee chidiyan ..... chorus : didi humen bhi sunaonaa....... tho suno phirse... ek chidiya, anek chidiyaN dana chugne baith gayee thi ..... hai raam, par wahan byaadh ne ek jaal bhijaya tha... byaadh, byaadh kaun didi ? byaadh ... chidiya pakadne wala "phir kya hua didi, byaadhne unhe pakad liya, maar daala... " un..huh... Himmat se gar jute rahe to chote ho par, mile rahe tho bada kaam bhi hove bhaiya.. bada kaam bhi hove bhaiya ... ek..do..theen.. Chaturrr cidiyaaN, sayaani chidiyaaN miljul kar, jaal le kar, bhaagee chidiyan furrrrrrrrrrrrrrrrrr door, ek gaaon ke paas, chidiyon ke dost, chuhe rahte the.... aur unhone, chidiyonkaa jaal, kaat diya......... tho dekha ki tumne, anek, sirf ek hojate hain tho kaisa mazaa aata hain didi main bataoon... HO GAYE EK ... BAN GAYEE TAKAT.. BAN GAYEE HIMMAT... didi agar hum ek ho jaayen to bada kaam kar sakte hain? haan haan, kyon nahi ... to is ped ke aam bhi thod sakte hain ??? haan, thod sakte hain, par jugat lagani hogi ... * * * * * * * * * * achaa, eh jugat, wah... bada mazaa ayegaa.. hind desh ke niwasi sabhi jana ek hain, -2 rang-roop vesh-bhaasha chaahe anek hain -2 ek-anek... ek-anek... suraj ek, chanda ek, taare anek, ek titli, anek titaliyaaN ek gilhari , anek gilhariyaaN ek chidiyan, ek ek... anek chidiyaan bela gulab juhi champa chameli..... -2 phool hain anek kintu mala phir ek hai ...-2
Category : Music

Related Videos
Popular Keywords

Also Try: