Aakhiyan Milao ~ Raja | Nadeem Shravan | Udit Narayan, Alka Yagnik
Rate:
4.6
19 ratings
Views:
12,170
From : AlwaysFeelHome
Added: Dec 27, 2008
SONG: Aakhiyan Milao MOVIE: Raja (1995) CAST: Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor SINGERS: Alka Yagnik, Udit Narayan MUSIC: Nadeem Shravan Credits to original ripper and uploader. akhiyan hindi bollywood songs hits old I encourage you to buy the movie dvd or vcd or audio cd. Hindi Lyrics: --FEMALE-- Akhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu Haan, ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon Mera khud pe nahin qaabu Bina paayal ke hi baje ghunghroo - 2 --MALE-- (Ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye Kya maine kiya jaadu) - 2 Kabhi ghabraaye kabhi gale lag jaaye Tera khud pe nahin qaabu Bina paayal ke hi baje ghunghroo - 2 --FEMALE-- Aise to deewaane mujhe pyaar na kar Aati hai sharam deedaar na kar --MALE-- Chain churaake takraar na kar Tujhko kasam inkaar na kar --FEMALE-- Tere armaanon mein sanwar gayi main Tune mujhe dekha to nikhar gayi main --MALE-- Dekha jab tujhko thaher gaya main Aise hi adaaon pe to mar gaya main --FEMALE-- Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu Ae, ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon Mera khud pe nahin qaabu Bina paayal ke hi baje ghunghroo - 2 --MALE-- Meri jaane jaana kya cheez hai tu Mujhko to jaan se aziz hai tu --FEMALE-- Itni na kar taareef meri Jaanoon main to jaanoon chaahat kya teri --MALE-- Teri ulfat ka nasha chhaa gaya Kuch bhi ho jaane jaan maza aa gaya --FEMALE-- Dheere dheere duniya se door hui Ishq mein tere main to choor hui --MALE-- Ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye Kya maine kiya jaadu Hey, ankhiyaan milaaye kabhi ankhiyaan churaaye Kya maine kiya jaadu Kabhi ghabraaye kabhi gale lag jaaye Tera khud pe nahin qaabu Bina paayal ke hi baje ghunghroo - 2 --FEMALE-- (Ankhiyaan milaaoon kabhi ankhiyaan churaaoon Kya tune kiya jaadu) - 2 Kabhi ghabraaoon kabhi gale lag jaaoon Mera khud pe nahin qaabu Bina paayal ke hi baje ghunghroo - 2 --MALE-- Bina paayal ke hi baje ghunghroo --FEMALE-- Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Category : Music
Related Videos
sond: aankhiya milao film: Raja starting madhuri and sanjay kapoor
Added: 3 years ago
Views: 283620
4.0
05:35
Sweet Gurupreet. sad that she is out :(
Added: 3 years ago
Views: 8483
4.0
02:11