Be khudi maan sanam-MOHD RAFI
Rate:
4.9
102 ratings
Views:
139,338
From : asim306
Added: Feb 3, 2008
Film Name: Hasina Maan Jaayegi Year: 1968 Singer(s) Mohd Rafi and Lata Mangeshkar Lyricist: Akhtar Romani Musician(s): Kalyanji Anandji ----------Lyrics---------- Lata: bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aa gaye, aa gaye, aa gaye paas hum aa gaye paas hum Rafi: bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam (2) aa gaye, aa gaye, aa gaye paas hum aa gaye paas hum Lata: ho ho ho bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aa gaye, aa gaye, aa gaye paas hum aa gaye paas hum Rafi: bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam Lata: aag yeh kaisi man mein lagi hai man se badhi to tan mein lagi hai Rafi: aag nahin yeh dil ki lagi hai jitni bujhaayi utni jali hai Lata: dil ki lagi na ho to kya zindagi hai saath hum jo chale mit gaye faasle Rafi: aa gaye, aa gaye, aa gaye paas hum aa gaye paas hum Both: bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam Rafi: khoyi nazar thi soye nazaare dekha tumhe to jaage yeh saare Lata: dil ne kiye jo dil ko ishaare milke chale hum saath tumhaare Rafi: aaj khushi se mera dil yeh pukaare tera daaman mila pyaar mera khila Lata: aa gaye, aa gaye, aa gaye paas hum aa gaye paas hum Both: bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam Lata: dil ki kahaani pohchi subaan tak kissko khabar ab pohche kahaan tak Rafi: pyaar ke raahi aaye yahaan tak jaayenge dil ki hadh hai jahaan tak Lata: tum saath do to chale hum aasmaan tak dil mein armaan liye laakh toofaan liye Both: aa gaye, aa gaye, aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam
Category : Music
Related Videos
Added: 5 months ago
Views: 37
5.0
05:33
PLZ SUBSCRIBE PLZSUBSCRIBEPLZ SUBSCRIBEPLZ SUBSCRIBEPLZ SUBSCRIBEPLZ SUBSCRIBEPLZ SUBSCRIBEPLZ SUBSCRIBEPLZ SUBSCRIBEPLZ SUBSCRIBEPLZ SUBSCRIBEPLZ SUBSCRIBEPLZ SUBSCRIBEPLZ ...
Added: 1 month ago
Views: 23
5.0
05:33