Ik pal main ik sadi ka maza
Rate:

2 ratings
Views:
2,796
From : shobi123shobi
Added: Jan 14, 2008
ek pal meN ek sadii kaa mazaa ham se puuchhiye do din kii zindagii kaa mazaa ham se puuchhiye bhuule haiN raftaa raftaa unheN mudattoN meN ham qistoN meN Khud-kushii kaa mazaa ham se puuchhiye aaGhaaz-e-aashiqii kaa mazaa aap jaaniye anjaam-e-aashiqii kaa mazaa ham se puuchhiye jalte diyoN meN jalte gharoN jaise zau kahaaN sarkaar raushnii kaa mazaa ham se puuchhiye vo jaan hii gaye ke hameN un se pyaar hai aaNkhoN kii muKhbarii kaa mazaa ham se puuchhiye haNsne kaa shauq ham ko bhii thaa aap kii tarah haNsiye magar haNsii kaa mazaa ham se puuchhiye ham taubaa kar ke mar gaye qabl-e-azal "Khumar" tauhiin-e-maikashii kaa mazaa ham se puuchhiye
Category : Entertainment

Related Videos

Also Try: