Dard Minat 0001
Rate:

2 ratings
Views:
615
From : meprajakt
Added: Mar 17, 2009
dard minnat kashe-dawa na hua main na acha hua, bura na hua jama karte ho kyon raqibon ko ik tamasha hua gila na hua ham kahan qismat azmane jayen tu hi jab khanjar azma na hua kitne shirin hain tere lab k raqib galiyan khak bemaza na hua hai khabar garm un k ane ki aj hi ghar mein boriya na hua kya wo namard ki khudai thi bandagi mein mera bhala na hua jan di, di hui usi ki thi haq to yun hai k haq ada na hua zakhm gar dab gaya lahu na thama kam gar ruk gaya rawa na hua rahzani hai k dilsitanee hai lek dil, dilsitan rawa na hua kuch to parhiye k log kahte hain aj 'ghalib' gazalsara na hua
Category : Music

Also Try: