Phir se mausam baharoN ka aane ko - Masood Khan Sheelo Khan
Rate:

4 ratings
Views:
1,495
From : tauseefqau
Added: Jul 21, 2008
Phir se mausam baharoN ka aane ko Masood Khan Sheelo Khan Lyrics Phir se mausam baharoN ka aane ko hai Phir se range zamana badal jaayega Abki bazm-e-charaagoN saja lenge hum Ye bhi armaan dil ka nikal jaayega Pheeki pheekiki see kiyon shaam-e-mai-khanaa hai Lutf saaqi bhi kam khaali paimaana hai Apnee nazroN se hee kuch pila dijiye Rang mehfil ka khud hee badal jaayega Mere miTne ka unkO zara gam nahiN ZulF bhi unki aye dosth barham nahiN Apne hone na hone se hotha hai kya? Kaam duniya ka yun hee to chal jaayega Aapne dil jo 'zaahid' ka toDa to kya Aapne uski duniya ko choDa to kya Aap itne to aakHir pareshaaN na hoN Wo sambhalte sambhalte sambhal jaayega
Category : Music

Related Videos

Also Try: